Showing posts with label Arijit Singh. Show all posts
Showing posts with label Arijit Singh. Show all posts

Wednesday, April 18, 2018

Laagi Na Choote

Laagi Na Choote




Iss tarah chaahun tujhe
Chaahun bhi toh tujhse main
Ikk pal ko bhi door na reh sakun

Chaahe judaa tere mere raaste hain magar
Aa main manzilein jod doon

O…rishta sa hai yeh judne lagaa jo
Chaahun kabhi na yeh toote

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Khone se darta hoon tujhe
O…pyaar karta hoon tujhe

Haan…par har dafaa
Dil mein dabi reh jaati hai kyun baat yeh
Ab iss jagah aa ikk dafaa
Keh de mujhe…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Ho…tere bin guzara
Nahi hai gawara
Chahatein kabhi na yeh toote.



Singers: Arijit Singh | | Shreya Ghoshal |

Tuesday, April 17, 2018

Phir Wahi

Phir Wahi




Tum ho yahin kahin
Ya phir kahin nahi

Phir wahi…phir wahi…
Toote sapno ke choore phir wahi…
Phir wahi…phir wahi…
Roothe armaan adhoore phir wahi
Phir wahi…phir wahi…
Gham ka jaaya, dil mera…
Dard se, kyun bhar aaya?

Dil kyun joda agar dil dukhana tha
Aaye kyun thhe agar tumko jaana tha
Jaate jaate labon pe bahana tha
Phir wahi…phir wahi…

Wo…

Phir wahi…phir wahi…
Saundhi yaadein puraani phir wahi
Phir wahi…phir wahi…
Bisri bhooli kahaani phir wahi…



Singer: Arijit Singh

Sunday, February 25, 2018

Laagi Na Choote

Laagi Na Choote



Iss tarah chaahun tujhe
Chaahun bhi toh tujhse main
Ikk pal ko bhi door na reh sakun

Chaahe judaa tere mere raaste hain magar
Aa main manzilein jod doon

O…rishta sa hai yeh judne lagaa jo
Chaahun kabhi na yeh toote

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Khone se darta hoon tujhe
O…pyaar karta hoon tujhe

Haan…par har dafaa
Dil mein dabi reh jaati hai kyun baat yeh
Ab iss jagah aa ikk dafaa
Keh de mujhe…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Ho…tere bin guzara
Nahi hai gawara
Chahatein kabhi na yeh toote.


Singer: Arijit Singh

Friday, February 23, 2018

Hulchul

Hulchul



Iss daldal mein har dassa hua pal gasak gasak ghar
Karta hai hulchul hulchul hulchul udh jaane ki
Hulchul hulchul hulchul pal pal karta hulchul
Nass nass mein har fassa hua pal sisak sisak kar
Karta hai hulchul hulchul hulchul udh jaane ki
Hulchul hulchul hulchul ….

Ooo saason ko suljaye saason ko badkaye
Gutne na de dum ko saason ko mehkaye
Har dum dum mein huchul
Har dum dum mein huchul….
Rag rag mein hai kholta supna ubal ubal kar
Karta hai hulchul hulchul hulchul udh jaane ki hulchul
Hulchul hulchul supna apna hulchul….

Khaabon ko uksaye khaabon ko jagaye
Sone na de humko khaabo ko badkaye
Humdum hum mein hai hulchul
Har dum hum mein hai hulchul
Umad rahi hai ubal rahi hai
Bak bak babak rahi hai
Hulchul hulchul hulchul udd jaane ki hulchul
Umad rahi hai ubal rahi hai lak lak lalak rahi
Hulchul….

Hulchul udh ja hulchul udh jaa
Udh jaane ki hulchul
Hulchul udh ja hulchul udh jaa
Udh jaane ki hulchul….


Singer: Yashita Sharma | Arijit Singh

Thursday, February 22, 2018

Maine Socha Ke Chura Loon 2018

Maine Socha Ke Chura Loon




Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami,

Tere sinne mein mera dil dhadke,
Aur raat guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,

Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,

Reshmi zulfon ke jharne khol do,
Pankhudi se labon ki kuch bol do,

Gardan ki iss surahi se,
Kuch jaam chalak jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,

Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,

Kuch kaho na abhi,
Hone do gunah,
Jism ko tum mere,
Khud mein do panah,

Koi chor hawa do jismo se,
Ho kar na guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,

Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami.


Singers: Arijit Singh, Shreya Ghoshal

Barir Kache Arshinagar বাড়ির কাছে আরশিনগর

বাড়ির কাছে আরশিনগর    বাড়ির কাছে আরশিনগর সেথা এক পড়শি বসত করে। আমি একদিনও না দেখিলাম তাঁরে।। গেরাম বেড়ে অগাধ পানি নাই কিনারা নাই ত...