Showing posts with label Shreya Ghoshal. Show all posts
Showing posts with label Shreya Ghoshal. Show all posts

Wednesday, April 18, 2018

Laagi Na Choote

Laagi Na Choote




Iss tarah chaahun tujhe
Chaahun bhi toh tujhse main
Ikk pal ko bhi door na reh sakun

Chaahe judaa tere mere raaste hain magar
Aa main manzilein jod doon

O…rishta sa hai yeh judne lagaa jo
Chaahun kabhi na yeh toote

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Khone se darta hoon tujhe
O…pyaar karta hoon tujhe

Haan…par har dafaa
Dil mein dabi reh jaati hai kyun baat yeh
Ab iss jagah aa ikk dafaa
Keh de mujhe…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…

Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Laagi na choote…
Ho…tere bin guzara
Nahi hai gawara
Chahatein kabhi na yeh toote.



Singers: Arijit Singh | | Shreya Ghoshal |

Monday, April 16, 2018

Aaj Likhenge Kal

Aaj Likhenge Kal




Chal aaj likhenge kal..
Chal aaj likhenge kal..

Apne khwaabon ki aag leke hum,
Saari khwahishein sath leke hum,
Jee lenge saare pal..

Chal aaj likhenge kal,
Chal aaj likhenge kal..

Misri sa khwaab chakh kar
Misri sa khwaab chakh kar,
Suraj palkon pe rakhkar,
Manzil ke chun le tu nishan re..

Har lamha keh raha hai,
Tu hi apna khuda hai,
Aankhon mein bhar le aasman re,
Taaron ki tarah jal..

Chal aaj likhenge kal,
Chal aaj likhenge kal..

Chal chal aaj likhenge kal
Chal chal aaj likhenge kal..



Singers: Shreya Ghoshal

Saturday, March 03, 2018

Ghoomar

Ghoomar




Ghoomar ramvane aap padharo saa…

Aavo ji aavo ji ghoomardi khelba ne
Padharo sa ghoomardi khelba ne
Balam tharo ghurar ghurar ghurraave
Aaj mharo jivdo ghano hichkaave
O ghabraave mann mein bhaave
Mharo badilo bhanwar mann bhaave
Chamak cham baaje payal baaje
Baaisa khele…

Shreya Ghoshal Song lyric GhoomarChhamak chhamak ghunghra baaje
Aao sa ghoomardi khelba ne
Aao sa ghoomardi khelba ne

Kanak preet ki sar pe odh kar
Ghoomar ghoomar ghoome
Haan ghoomar ghoomar ghoome
O..ralak reet sab jag ki chhod kar
Ghoomar ghoomar ghoome bharke
Dhola waale thaath
Ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoome re
Ghoomar ghoomar ghoome re baaisa ghoomar ghoome re

Mhaari saari kaaya bole
Dhola ji ki chhaaya hole
Mann ka ghoomar jab bhi dole
Soonepan mein nehla pharke
Dhola waale thaath ghoomar
Ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoome re
Ghoomar ghoomar ghoome re baaisa ghoomar ghoome re

Thaare ehsaason ki raunak hai mhari diwali
Mann mehal ki saari deewaarein
Thaare rang rangwa li

Paake thara saaya tann hai jagmagaya
Taaron bhari ho gayi mhari saari kaali raat bharke
Dholan waale thaath ghoomar
Ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoome re
Ghoomar ghoomar ghoome re baaisa ghoomar ghoome re

Aavo ji aavo ghoomar khelba aavo
Aapan saath saath ghooma sagla khelba aavo
Arey lehango kurti chunri payaliya thhe pehno
Oye loomar jhoomar ghoomar ghoomar thhe khelo

Devrani, jethani khele
Saasu ji ghoomar khele
Nanad bhojai khele
Baaisa ghoomardi khele

Ghoome re ghoome re ghoome
Ghoomar ghoomar ghoomar ghoome
Loome jhoome ghoome jhoome
Ghoomar ghoomar ghoome

Ghoome re ghoome re ghoome
Ghoomar ghoomar ghoomar ghoome
Loome jhoome ghoome jhoome
Ghoomar ghoomar ghoome

Loomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar
Ghoomar ghoomar ghoome
Loomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar
Ghoomar ghoomar ghoome
Loomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar
Ghoomar ghoomar ghoome
Loomar ghoomar ghoomar ghoomar ghoomar
Ghoomar ghoomar ghoome.



Singers: Shreya Ghoshal | | Swaroop Khan |

Wednesday, February 28, 2018

Ghar Chaado Bengla

Ghar Chaado 




Ghar charo, toiri hao,
Swadhinata chiniye nao
Ghar charo, toiri hao,
Swadhinata chiniye nao

Ghar charo, toiri hao
Aapose nai, chiniye nao
Chalo delhi pukarke
Tiranga sambhal ke

Shreya Ghoshal  Bangla song lyric Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Yeh zindegi hai kam ki
Tu kam pe lutaye ja

Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Yeh zindegi hai kam ki
Tu kam pe lutaye ja

Rakto chai, boiye dao
Fakir hoye, biliye dao

Rakto chai, boiye dao
Fakir hoye, biliye dao

Rakto chai, boiye dao
Swadhinata chiniye nao
Chalo delhi pukarke
Tiranga sambhal ke

Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Yeh zindegi hai kam ki
Tu kam pe lutaye ja

Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Yeh zindegi hai kam ki
Tu kam pe lutaye ja

Oh maa tomar charandhuli
Aunge aamar kanther dhoni

Oh maa tomar charandhuli
Aunge aamar kanther dhoni
Durbisaha ei path sese
Paradhinotar glani jak muche

Oi shono, pagal haoa
Bariye haath, diche daak
Oi shono, pagal haoa
Bariye haath, diche daak
Tai ghar charo, toiri hao,
Swadhinata chiniye nao

Chalo delhi pukarke
Tiranga sambhal ke

Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Yeh zindegi hai kam ki
Tu kam pe lutaye ja

Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Yeh zindegi hai kam ki
Tu kam pe lutaye ja..



Singers: Rana Mazumder, Shreya Ghoshal

Saturday, February 24, 2018

Tere Bina 2018

Tere Bina



Tere bina humaiko laage hai ye
Jag soona…haaye! Saanwariya

Tere bina humaiko laage hai ye
Jag soona saanwariya…

Tere bina humaiko laage hai ye
Jag soona saanwariya, tere bina…

Rovat rovat raina bitaayi
Tumhre milan ki yaad sataayi
Kaise kate ye baali umariya

Tere bina humko laage hai ye
Jag soona saanwariya

Tere bina humko laage hai ye
Jag soona saanwariya, tere bina…


Singer: Shreya Ghoshal

Thursday, February 22, 2018

Maine Socha Ke Chura Loon 2018

Maine Socha Ke Chura Loon




Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami,

Tere sinne mein mera dil dhadke,
Aur raat guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,

Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,

Reshmi zulfon ke jharne khol do,
Pankhudi se labon ki kuch bol do,

Gardan ki iss surahi se,
Kuch jaam chalak jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,

Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,

Kuch kaho na abhi,
Hone do gunah,
Jism ko tum mere,
Khud mein do panah,

Koi chor hawa do jismo se,
Ho kar na guzar jaye,
Meri awaara si nazron ko,
Shayad ghar mil jaye,

Maine socha ke chura loon,
Tere hothon ki ye nami,
Aur aise ke reh jaye,
Iss chori mein na kami.


Singers: Arijit Singh, Shreya Ghoshal

Monday, February 19, 2018

Tujhe Namaami Ho

Tujhe Namaami Ho




Jaago ke ab teen rang se,
Saja hai yeh aasmaan..
Shreya Ghoshal hinde song lyric

Jaago ke ab teen rang se,
Saja hai yeh aasmaan..

Raag desh dhun,
Gaa rahi hai pawan..

Raag desh dhun
Gaa rahi hai pawan

Theher ke bole samay,
Amar hai desh mera..

O janm bhoomi, o maati bhoomi
Tujhe namaami ho..
O janm bhoomi, o maati bhoomi
Tujhe namaami ho..

Bikhar gayi nayi saugand hai,
Vasundhara mein..

Teeshnagi ka khumar hai,
Parampara mein..

Sar waro jay, hind ki rahon mein
Amar hai desh mera

O janam bhoomi, o maati bhoomi
Tujhe namaami ho..
O janam bhoomi, o maati bhoomi
Tujhe namaami ho..
O janam bhoomi, o maati bhoomi
Tujhe namaami ho..



Singers: Krishnakumar Kunnath (K.K) | | Rana Mazumder | |Shreya Ghoshal | | Sunidhi Chauhan |

Wednesday, January 31, 2018

Phir Se 2018

Phir Se



Khidki pe aayi hain,
Kuch baarishein oh ho,
Bheegi si layi hain,
Sang khwahishein,

Phir se,
Phir se,

Mausam ne beirada,
Li karwatein,
Paani mein lehron ki,
Badhi harqatein,

Phir se,
Phir se,

Sapno mein kisi,
Se milti hoon,
Phir dhere se so,
Ke uthti hoon,

Din bhar yunhi,
Kuch sochta rehta hoon,

Ye hawaein layi hain,
Nayi khwahishein oh ho,
Badhti si ja rahi hai,
Meri hasratein,

Phir se,
Phir se,

Kuch aahat si,
Jab hoti hai,
Ghabrahat si,
Phir hoti hai,

Bin baat ke,
Sirhan si kuch hoti hai,

Ho kya milengi iss dil ko,
Nayi manzilein,

Kya sajengi dobara,
Wohi mehfilein,

Phir se, phir se,
Phir se, phir se,
Phir se, phir se..


Singers: Nikhil D'Souza | | Shreya Ghoshal |

Barir Kache Arshinagar বাড়ির কাছে আরশিনগর

বাড়ির কাছে আরশিনগর    বাড়ির কাছে আরশিনগর সেথা এক পড়শি বসত করে। আমি একদিনও না দেখিলাম তাঁরে।। গেরাম বেড়ে অগাধ পানি নাই কিনারা নাই ত...